Skip to main content

Posts

Showing posts from 2013

Intangible Dosti

 Google can give you the details and information about everything, i thought lets try then. And i keyed in  the word 'dost' which translates to 'Friend in English' ' Amico in Italiano' 'Amigo is Spanish and Portuguese ' and simply 'Ami in French'. It gave me millions and millions of results with tons of websites. Some said 'Dosti SMS' .. Some said 'Dosti Shayari' , there were Dating and dosti websites too in addition to a lot more funny crap which was enough to tickle me :P   I thought forget Google  lets try Wikipedia . Again i typed friendship and man, my jaw dropped looking at the results.There were some friendship theories, friendship history and bla bla and bla and much more crap. I thought, What the Fuck man! the whole internet these days is based on these two websites which internet   gave me such crap stuff. What's this friendship anyway? Is this friendship, really based on all...

unsulji paheli

Baitha tha ek din yuhi tanha akela ,naap raha tha aasma ki unchaiyo ko Dekh raha tha tanha aasman, usme jhoomte badalo ko aur badalo mein dupki lagate un parindo ko ek baat yuhi zehan mein ayi ki kyu yeh parinde humesha aasaman mein udte aur gungunate rehte hai kyu yeh badal humesha lehrate rehte hai kabi garajte toh kabi baraste hai aur kabi doop k aanchal mein chip se jaate hai. yeh suraj b toh nahi thakta kabi apni kirne bikherte bikherte yeh paani b to kabi nahi chodta behna. kyu chand ko aane mein kabi deri nahi hoti suraj b toh kabi dalne mein deri nahi karta roz roz ek hi cheez karte, kya yeh sab kabi thakte nahi insaani basha mein kahe toh Kya yeh kabi BORE nahi hote konsi prerna milti hai in sab ko ki apna kaam humesha itni shiddat se mazze lete hue karte hai ki yeh sab kabi thakte nahi , inhe toh itbaar ki chchuti ki b zaroorat nahi padti kabi apne kaam ko lekar kisi se ladte nahi. aur aisa kya antar hai inme aur insaano mein ki insaaan apne kaaam se hi th...